Cg Board Pariksha kab hogi? Kis prakar hogi yah aaj bhi charcha ka vishay bana hua hain abhi february ke mahine me pta chal jayegi ki exam kaise hogi kyuki corona ke badhte cases ke wajah se saari chize phir se ek baar online hogyi thi saari chize online hone ke saath jo exam january me the wo bhi online hogyi or february me bhi semester exam online hone wali hain aisa kaha ja raha hai esliye he jo board ke bacche hain wo bhi asamjas mehain esliye din ke din innsab par bayan nikal kar aa rahe hain.
Goyal Ji Ka Bayan –
Sabhi dino ke cases ke janakari lerahe goyal sahab hamare sachiv ji din ke din bayan de rahe hai unhone kaha hai ki paristhiti ka jayja leke he board ke baccho ke pariksha le jayegi wo har din corona ke cases ke jankari le rahe hai or saathhe saath ye bhi bata rahe hai ki bacche padhte rahe unki board paperhoni hai unki parikshake vishay me charcha situation dek kar karenge to aaplogo ko padhai karte rahna hai abhi ke liye aapke exam offline hone hain or agar corona ke cases aate rahe to postpone karke aage badha de jayegi.
Chances Kitne hain Online Exam Hone ke –
To sabi baccho ke nazre inhi sab par teeki hui hai ki pariksha kaise hogi kis prakar le jayegi kitne percentage chance hai pariksha online hone ke baccho ka kahna yah bhi hai ki unki poori syllabus abhi poori nahi hui hai aise mein wo exam kaise denge kya likhenge exam mein to abhi main bhi iss baat ko leke sahmat hu ki exam mein kuch badlav to jarur laane chahiye taki kuch baccho ko fayda mil sake.
Ye badlav iss prakar ho sakti hai jaise assignment ke number ko jodh diya jaye yah kuch aisa solution nikal ajaye jisse bacchoko samay mil sake takiwo pariksha ke liye taiyari or acche se kar sake jise unke result hain wo or bhi sudhar ho sake.
1 thought on “CG Board Exam 2022 Online Hoga Ya Offline – Knowledge Guruji Official”
Online exam hona chahiye kyuki abhi corce complete nii hua h aur na hi exam ki thik se tayari ho payi hai ase me online exam ho ya fir exam date me changes hona chahiye
Online exam hona chahiye kyuki abhi corce complete nii hua h aur na hi exam ki thik se tayari ho payi hai ase me online exam ho ya fir exam date me changes hona chahiye